Kahani
Bachpan ke kisso me ak alag sa maza hota tha,
Yaad kiya un dino ko to ehsah hota tha,
Har ak din me kuch khas hota tha,
Laparwah hone par bhi pyaar milta tha,
Ghar ke farsh par bhi sukoon milta tha,
Har ak din kuch khaas hota tha,
Nayi roj kahaniya aur unme vishwash hota tha,
Aaj har ak din naya nahi koi ehsah hota hai,
Sabki pawah karne par bhi inkar milta hai,
Sukoon ke takiye me bhi nahi sukoon milta hai,
Sachi kahaniyo me bhi ab nahi vishwas hota hai
-vinus
Comments